Description
Why mobile recharge validity is 28 days instead of 30 days in India, abhi jitne sim company chahe jio airtel ya vi ho sab ka recharge plan 28 days ka aata tha lekin ab TRAI ne jab order diya ki 30 days ka recharge plan dena hoga to ye log 28 days aur 30 days fir 22 days ka bhi plan la diye hai aur sabka plan ka range 28 days wale ke jaisa kar diye hai.
jio ka sabse sasta plan 149 rupees per month matlab 28 days ka aata hai uske liye plan 448 rupees ka plan 84 days ke liye aata hai jisme voice only calling recharge plan hai.
#jio #airtel #rechargeplan
jaisa ki aapko malum hi hoga ki ye channel ka founder Ajay Kumar hai jo ek youtuber aur blogger bhi hai. Join my WhatsApp channel : https://whatsapp.com/channel/0029VbBb15OEwEk1nQboEA01
Join My Official Telegram Channel https://t.me/asinformerofficial
Follow on Instagram -https://www.instagram.com/measajay
AS Informer is an youtube channel, Here you will get solution of daily base problem in real life like finance and technology.
Disclaimer : loan ya paise se related jo bhi information hai public record se lekar diya gaya hai aise me kahi bhi paisa lagane se pahle ya koi bhi financial kaam karne se pahle khud se verify kar le wo change ho sakta hai aur iske liye mai kabhi jimmedar nahi hounga.
