Description
Recently jitne news sarkari bank jaise ki SBI ya PNB ka news aaya aur logo ka paisa chori hua ya FD tor ke nikala gaya galat tarike se aise me swal ye hai ki kya sarkari bank ya private bank me paisa safe hai ya nahi? agar nahi to fir paisa kaha rakhe?
apna paisa kaha invest kare matlab ki where to invest my money ya swal ye hai ki kya bank me paisa safe hai ya nahi. aise me kya apna paisa Fixed Deposit ya FD me rakhe ya gold me paisa lagaye ya share market me paisa laga de ya jamin kharid le? batao mujhe ki paisa kaha lagaye.
#invest #money #banking
the safest place for your money in india right now
jaisa ki aapko malum hi hoga ki ye channel ka founder Ajay Kumar hai jo ek youtuber aur blogger bhi hai. Join my WhatsApp channel : https://whatsapp.com/channel/0029VbBb15OEwEk1nQboEA01
Join My Official Telegram Channel https://t.me/asinformerofficial
Follow on Instagram -https://www.instagram.com/measajay
AS Informer is a YouTube channel, Here you will get solution of daily base problem in real life like finance and technology.
Disclaimer : loan ya paise se related jo bhi information hai public record se lekar diya gaya hai aise me kahi bhi paisa lagane se pahle ya koi bhi financial kaam karne se pahle khud se verify kar le wo change ho sakta hai aur iske liye mai kabhi jimmedar nahi hounga.
