Welcome to YTUnity

One free SpiderTaz Network account works across every network site.

SD Pay Se Paise Kaise Nikale? SD Pay Review New Update Scam Exposed By Ajay Kumar

Ajay Kumar Insights Review 13 days ago

Description

Recently Indian Express me ek article post hua jisme SD Pay fraud ke bare me jankari diya gaya hai jisme 1100 crore se upar ka farji hua hai aise me bahut sare log pakara gaye hai .
swal ye hai ki sd pay kya hai aur iska review batao.
dekho SD pay ek bill payment aur mobile recharge ke liye aaya lekin baad me MLM multi level marketing ke naam par paisa invest karwane laga aur uspar 9 percent byaj dene ki baat kiya aur daily cashback ka wada kiya. jabki reality ye hai ki ye 15 level ka mlm marketing kar raha tha.
#sdpay #sdpayreview

jaisa ki aapko malum hi hoga ki ye channel ka founder Ajay Kumar hai jo ek youtuber aur blogger bhi hai. Join my WhatsApp channel : https://whatsapp.com/channel/0029VbBb15OEwEk1nQboEA01
Join My Official Telegram Channel https://t.me/asinformerofficial
Follow on Instagram -https://www.instagram.com/measajay
AS Informer is a YouTube channel, Here you will get solution of daily base problem in real life like finance and technology.
Disclaimer : loan ya paise se related jo bhi information hai public record se lekar diya gaya hai aise me kahi bhi paisa lagane se pahle ya koi bhi financial kaam karne se pahle khud se verify kar le wo change ho sakta hai aur iske liye mai kabhi jimmedar nahi hounga.

Featured creators

Creators on the SpiderTaz Network

Become a creator →