Description
Vrat mein toh khaane ke liye kayi saari dishes hain, lekin kya aap jaante hain ki Navratri ke har din kuch khaas khaane ki parampara kyun hai?
Aaj hai Maha Navami! Nau dinon ke vrat aur sadhna ke baad, kai log Rajgira ke pakode khaakar apna vrat kholte hain. Rajgira sharir ko energy dene mein bhi madad karta hai, khaaskar jab lagataar vrat se thakaan mehsoos ho.
Toh aaiye, is Maha Navami banate hain kurkure aur lazeez Rajgira ke Pakode!
#chefharpal #mahanavami #vratspecial #navratrirecipes #rajgirapakode #pakodarecipe ##indianrecipes #vegetarianrecipes #indiansnacks #navratrispecial #navratrispecialrecipes #navami #rajgira
